Hum aur hamare apne

Samay ke saath guftagu karte karte
Zindegi se peyar hone lage,
Zindegi me chalte chalte,
Nazar ki ghunghat uthne lage.

Ghunghat jo uthi, laga ki…
Ghunghat jo uthi, laga ki…
zindegi ne aaina de diya,
Tawayef ke kothe me, aabru la diya.

Lukachupi chalte rahe,
guftagu hoti rahi,
Sharab ki nashe me dhut,
parwana nazrana banne lagi.

Shabab ki agosh me pata hi nahi chala,
Samay ne kab zindegi saja diya,
Agamee humko udaan me suraj la diya,
Agamani sarah sansaar me chandni kar diye.

Pawan pravati aaj shiuli se dearti saja diye,
Mann ke aasmaan ko panchi se bhar diye,
Sheeshmahal ko rango se rang diye,
Mere dil ki lali se tere maang saja diye.

-Debapriya Mukhopadhyay

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Twitter picture

You are commenting using your Twitter account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s