Apna aysa ek ghar ho,
Jisme pani ho sabke liye,
Khana ho sabke liye,
Chhat ho sabke liye.
Jahan ho ek ayse zuban!
Jo sabke apne ho,
Sab milke basaye ek sansar,
Jisme na ho koyi bayr.
Apne gharme ho ayse angan,
Jahan sare jahan aake sama jaye,
Jo angan ho ma ke anchal ki tarha,
Saare dukh dard jahan anand ban jaye.
Apna gharme ho ek peyar ke tewhar,
Jnaha peyar ki mehsoos ho har ruh par,
Jnaha apnapan ho pal pal dil par,
Peyar ke diye jalenge har shaam, wo ghar par.
-Debapriya Mukhopadhyay